ये भजन सुनकर मन को सुकून मिलेगा | Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai | Krishna Bhajan

Duration: 5:57

Description

🙏✨ "Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai" ✨🙏
A deeply devotional Krishna bhajan expressing gratitude to Lord Krishna for His endless grace and protection.
Listening to this bhajan fills the heart with peace, comfort, and faith, reminding us that when Kanha is with us, everything falls into place. 💛

🎶 Bhajan Essence:
• Surrender
• Gratitude
• Trust in Krishna’s will

🎧 Perfect For:
✔ Morning & evening bhakti
✔ Meditation & emotional healing
✔ Stress relief & inner calm
✔ Creating divine ambience at home or temple

Let your heart say —
"जो कुछ हो रहा है, कान्हा तेरी कृपा से हो रहा है…" ❤️

🙏 LIKE • SHARE • SUBSCRIBE
for more Krishna Bhajans & Bhakti Music
https://www.youtube.com/channel/UC0ipfMHp2_y1NHhfYiacTDg

Title :- Mera Aapki Kripa Se
Singer :- Piyush Shukla & Shubhangi Naagar
Music :- Karan Wahi
Video :- Smartway Music & Team

॥ मेरा आपकी कृपा से ॥

Mera aapki kripa se

मेरा आपकी कृपा से सब काम हो रहा है।
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हिया मेरा नाम हो रहा है॥
Karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai.

पतवार के बिना ही मेरी नाव चल रही है।
Patvaar ke bina hi meri naav chal rahi hai.
हैरान है ज़माना मंजिल भी मिल रही है।
Hairaan hai zamaana, manzil bhi mil rahi hai.
करता नहीं मैं कुछ भी, सब काम हो रहा है॥
Karta nahi main kuch bhi, sab kaam ho raha hai.

तुम साथ हो जो मेरे, किस चीज की कमी है।
Tum saath ho jo mere, kis cheez ki kami hai.
किसी और चीज की अब दरकार ही नहीं है।
Kisi aur cheez ki ab darkaar hi nahi hai.
तेरे साथ से गुलाम अब गुलफाम हो रहा है॥
Tere saath se gulaam ab gulfaam ho raha hai.

मैं तो नहीं हूँ काबिल, तेरा पार कैसे पाऊं।
Main to nahi hoon kaabil, tera paar kaise paaoon.
टूटी हुई वाणी से गुणगान कैसे गाऊं।
Tooti hui vaanii se gungaan kaise gaaoon.
तेरी प्रेरणा से ही सब यह कमाल हो रहा है॥
Teri preranaa se hi sab yeh kamaal ho raha hai.

मेरा आपकी कृपा से सब काम हो रहा है।
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हिया मेरा नाम हो रहा है॥
Karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai.

🕉️ Jai Shri Krishna | Radhe Radhe | Hare Krishna 🕉️

Top Songs Of Channel

Aisi Lagi Lagan with Lyrics - https://youtu.be/yOCu9-c3KHw
Choti Choti Gaiya Chote Chote Gwal - https://youtu.be/2yjscV5Nc-g
Krishna Ki Chetavani - https://youtu.be/rbhP_a5Ztn4
Krishna Govind Gopal Gaate - https://youtu.be/7OjYBHx_0cc
श्रीकृष्ण मधुर गीत - https://youtu.be/w1PYEnwtojc

#MeraAapkiKripaSeSabKaamHoRahaHai #KrishnaBhajan #BhaktiSong #LordKrishna #RadhaKrishna #HareKrishna #GratitudeBhajan #VrindavanBhajan #PeacefulBhajan

Tags

Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai Krishna Bhajan Gratitude Krishna Bhajan Bhakti Song Lord Krishna Song Radha Krishna Bhajan Peaceful Krishna Bhajan Morning Bhajan Meditation Bhakti Music Krishna Devotional Song Hare Krishna Song Emotional Krishna Bhajan Stress Relief Bhajan Vrindavan Bhajan Krishna Hindi Bhajan